Shahbash! Well done! Taliyan honi chahiye yar hamare liye. Aj ham ne ye waqai sabit kr diya hai k ham sache musalman kehlane k laiq hain. Arre har gunah k piche shaitan nahi hota. Arre aik bar apne dil pe hath rakh k mujhe bata do, kya tum ne kabhi mrna nahi hai?